Sunday, January 19, 2020

Nazr e Bad Ka Nuqsan - Iqsam - 100 % Pakka ilaj

Nazr e Bad Ka Nuqsan Fard Ki Sooch Se Bhe Zaida Hai Aur Baz Oqaat بعض اوقات  Fard Ki Tamam Zindagi Es Nazr Bad Se Hone Wale Nuqanat Ki Tarif Sooch Bhe Nahi Jati .

Nazre Bad Ka ilaj k liye Naad e Ali Ka Taweez Be Had Powerful Mana Jata Hai . Yad Rahe K Nazr e Bad Badshah بادشاہ Ko Bikari بھکاری   Banane Mein Dair Nahi Laghati لگاتی Es Liye Es Ka ilaj Waqat Par Krain . 
nazr-e-bad-ka-nuqsan - https://www.naadeali.com/
Nazar e Bad Ka ilaj Karne Mein Jen Afrad Se Dair Ho Jati Hai Nakami , Bimari Aur Tangdasti Es Ka Muqaddar مقدر  Ban Sakti Hai .

Es Video Mein Nazr e Bad K Bare Mein Ap Ko Wo Malomat Hasil Hon Ghain Jen Se Ap Pehle Be Khaber Hon Ghain . Es k ilawa Video Mein Ap Ko Nazar e Bad Ka Khas Powerful ilaj Bhe Hasil Ho Gha .

Nazre Bad Ki Iqsam اقسام 

Nazre Bad Ki Iqsam 2 Iqsam Hain Ju Fard Ki Zindagi Ko Kisi Bhe Waqat Motasar Kar Sakti Hai . Lahaza In Iqsam Ka Har Fard Ko Pata Hona Chahyia .
  1. Nazr Bad Aarze  نظربد عارضی
  2. Nazr Bad Daime  نظربد دائمی
Nazr Bad Aarze  نظربد عارضی Aam Se Nazre Bad Hai Ju Kisi Bhe Fard Ko Kisi Bhe Dosre Fard Se Lagh Sakti Hai . Es Nazr e Bad Se Zaida Tar Bache Motasar Hote Hain . 

Ye Nazr e Bad Ager Porane پرانی Ho Jae Tu Es Waqat Es Ka ilaj Asani Se Nahi Ho Pata . Lahaza Nazar e Bad Ager 1 Saal Se Zaida Arsa Fard K Wajood Mein Reh Jae Aur Es Ka ilaj Na Kyia Jae Tu Ye Nazar e Bad Daimee  نظربد دائمی Ban Jati Hai . 
Yani Ye La ilaj Ho Jati Hai .
Nazr e Bad Ki Ye Detail Video Mein Mojood Hai .

Nazr Bad K Nuqsanat  نقصانات 
Nazr Bad Ap Ki Pori Zindagi Ko Nuqsanat Se Dochar Kar Sakti Hai . 
Lahaza Es K Chand Nuqasat Darj Zail Hai .

  1. Bache Be Ja Ziddi Aur Badtameez Ho Jatain Hain 
  2. Bache Bilawaja  بلاوجہ Rote Rahte Hain
  3. Bachon Ko Aksar Bukar Ho Jata Hai
  4. Bache Parhai Mein Kamzor کمزور  Reh Jatain Hain 
  5. Fard Ka Karobar Nakam ناکام Ho Jata Hai 
  6. Shadi Toot Sakti Hai 
  7. Fard Ki Khandan خاندان  Aur Office Mukalfat مخالفت Hone Laghte Hai
  8. Tarikki ترقی Ruk Jati Hai
  9. Sehat Kharab Ho Jati Hai
  10. Fard K Aksar Sar Mein Dard Rehta Hai 
  11. Fard K Bazo بازو  Mein Dard Hone Laghta Hai 
  12. Aur Kamyabi Mehnat محنت  K Bawajood باوجود  Nakami Mein Badal Jati Hai 
Nazre Bad Ka Waqat Par Ilaj Zarori Hai Aur Ager Ye Porne پرانی Ho Jae Tu Es Ka ilaj Asani Se Kabhi Nahi Ho Sakay Gha .
Yad Rahe K Nazr e Bad Badsah Ko Bikari Banane Mein Dair Nahi Laghati 

Nazr Bad Se Shifa Ka Wazifa

Nazr Bad Se Shifa Aur Hifazat K liye Ap Ye Wazifa 14 Din Tak Krain Insha Allah Ap Ki Jan 
Maal , Aulad , Ghar Aur Karobar Nazr Bad Se Hameesha Mehfooz Rahe Gha .
Wazifa K liye Ap Kisi Bhe Din Isha Ki Namaz K Baad Awal O Akhar 12 - 12 Bar Durood e Pak Zikr Krain Aur Darmyian Mein Ap 110 Bar Dua Naad e Ali Aur 313 Bar Surah Nas Tilawat Krain .
 
Ager Ap K Pas Waqat Ho Tu Ap Es Wazifa Ko 21 Ya 41 Rooz Tak Jari Rakhain Aur Ager Waqat Na Ho Tu Ap Asay Sirf 14 Rooz Tak Ada Kar Lain . 
Insha Allah Ap Ko Nazr Bad Se Hameesha K liye Nijat Hasil Ho Jae Ghe .


Nazre Bad Ka Taweez Zindagi Bhar K liye

Nazr e Bad Se Shifa K liye Behtreen Amal Ye Hai K Ap Astana Se Zafrani Naqsh Naad e Ali Mangwa Kar Apne Pas Bhe Rakhain , Apne Bachon K Ghale Mein Bhe Pehnaein Aur Apne Ghar Mein Bhe Zaroor Rakhain . 

Insha Allah Ap Ki Jan , Aulad , Ghar , Karobar , Job , Sehat Aur Kamyabi Har Qisam Ki Nazr Bad , Dushma , Kala Jadu , Bandish , Jinnat , Asaib ,Syia Aur Hadsat Se Allah Ki Pannah Mein Rahain Ghain .

Ye Naqsh Astana Mein Mushk , Amber , Zafran Aur Gulab Se Tehreer Kyia Jata Hai . Es Naqsh Ka Tottle Hadia Kharch 700 Rupay Hai . Lahaza Sahb e Istitaet Afrad Es Naqsh Ka Hadia Kharch Zaroor Ada Krain .

Nazr Bad Ka Zafrani Taweez Astana Se Hasil Karne K liye Ap Amna Behan Ya Shahid Bhai Se Rabta Krain .

nazr-e-bad-ka-ilaj-contact - https://www.naadeali.com/

Nazr Bad Ka Free Taweez

Ju Afrad Istitaet Nahi Rakhtain Wo 1400 Bar Dua Naad e Ali Mohabbat Se Parh Kar Ye Naqsh Astana Se Free Hasil Kar Saktain Hain . Free Naqsh Hasil Karne Wale Afrad Astana Ko Tcs Ki Fees Zaroor Ada Krain .

Nazr e Bad Ka Taweez Naad e Ali - Size 2 x 4nazr-e-bad-ka-taweez - https://www.naadeali.com/

Previous Post
Next Post

0 Comments: