Wednesday, September 16, 2020

mahe safar ka chand ka wazifa hajat

mahe-safar-ka-chand
mahe safar ka chand dekhne k baad kisi bhe waqat sirf 100 martaba "Astaghfirullah Rabbi Min Kulli Zambiyon Wa Atoobu ilaih" اَستَغفِرُاللهَ رَبِّي مِن كُلِّ ذَنبٍ وَاَتُوبُ الَيهِ  mohabbat se parh lain . Insha Allah ap ki har mushkil ko asan farma dain ghain . 

Mahe Safar ka Wazifa Har Hajat k liye

Mahe Safar Ka Wazifa Ka Tarika

mahar ka chand dekhne k baad ya chand ki khaber sunnay k baad ap ne es ayat mobarka ko sirf 100 martaba mohabbat se zikr karna hai . ye wazifa aik hee din kyia jata hai aur es wazifa ki barkat ap ko aik saal tak InshaAllah hasil hon ghain .

Mahe Safar Ka Naqsh Nade Ali
mahe-safar-ka-chand-ka-naqsh-nade-ali

ju barkat pehle byin wazifa k hain wohe barkat mahe safar k naqsh nade Ali sharif k bhe hain . ye naqsh ap ko insha Allah tamam zindagi faida de gha . es naqsh ko ap mushk , amber , zafran aur gulab se tehreer kar k apne ghar mein pak jagha par rakh dain .
Insha Allah sirf chand dino mein ap ki har mushkil asan hona shuro ho jae ghe .
ager ap es naqsh ko khud tehreer na kar sakain tu naqsh nade ali sharif ko ap astana se free ya sirf hadia kharch 700 rupay ada kar k hasil kar saktain hain .

Benefits Of Naqsh Mahe Safar

es naqsh k ap ko beshumar barkat hasil hon ghain jen mein chand barkat darj zail hain .
naqsh mahe safar ki barkat se ap ko
  1. behisab rizq hasil ho gha
  2. ap ko achi job hasil ho jae ghe .
  3. karobar mein barkat ho ghe .
  4. ghar mein itifaq o mohabbat paida ho jae ghe .
  5. shadi jald ho jae ghe .
  6. be aulad sahb e aulad ho jain ghian 
  7. shohar biwi mein mohabbat paida ho jae ghe .
  8. dushman zeer ho jain ghian .
  9. ap ki har jaiz hajat pori ho ghe 
  10. ap ki har mushkil asan ho ghe .
es k ilawa ap ki jan , aulad , ghar , karobar , izat aur kamyabi naqsh nade ali ki barkat se kala jadu , dushman , jinnat , nazar e bad aur har pareshani se hameesha mehfoz bhe rahain ghain . 
es liye har bhai ya behan ko ye naqsh apne ghar mein zaroor rakhna chahyia .

contact

Click Here For Naqsh Naqsh Nad e Ali
Previous Post
Next Post

0 Comments: